Thursday 22 December 2011

Purnima 2012


Purnima (Poornima or Pournami) is the full moon day. It is auspicious for Hindus. Many Hindu festivals come in Purnima.

The 2012 Purnima dates and Timings are listed below. Purnima timings are in Indian Standard Time (IST). In some parts of the country Purnima may be observed one day earlier or later.

2012 Purnima Dates

9 January 2012 - Monday - Purnima
Timings: 12.47 pm (8-1-12) to 1 pm (9-1-12)

7 February 2012 - Tuesday - Purnima
Timings: 4.47 am (7-2-12) to 3.23 am (8-2-12)

8 March 2012 - Thursday - Purnima 
Timings: 5.52 pm (7-3-12) to 3.09 pm (8-3-12) 

6 April 2012 - Friday - Purnima 
Timings: 4.20 am (6-4-12) to 12.48 am (7-4-12) 

5 May 2012 - Saturday - Poornima 
Timings: 12.53 pm (5-5-12) to 9.05 am (6-5-12) 

4 June 2012 - Monday - Purnima
Timings: 8.17 pm (3-6-12) to 4.41 pm (4-6-12) 

3 July 2012 - Tuesday - Purnima
Timings - 3.21 am (3-7-12) to 12.21 am (4-7-12) 

1 August 2012 - Wednesday - Purnima 
Timings: 10.58 am (1-8-12) to 8.57 am (2-8-12) 

31 August 2012 - Friday - Purnima 
Timings: 8.11 pm (30-8-12) to 7.28 pm (31-8-12) 

29 September 2012 - Saturday - Purnima
Timing: 8.03 am (29-9-12) to 8.48 am (30-9-12) 

29 October 2012 - Monday - Purnima
Timing: 11.17 pm (28-10-12) to 1.19 am (30-10-12) 

28 November 2012 - Wednesday - Purnima 
Timings: 5.34 pm (27-11-12) to 8.15 pm (28-11-12) 

28 December 2012 - Friday - Poornima
Timings: 1.26 pm (27-12-12) to 3.51 pm (28-12-12) 

Tags: Purnima 2012 - Purnima Dates 2012 - Poornima 2012 - 2012 Purnima - 2012 Purnima Dates - Full Moon Day
 
Hinduon tatha karib karib doosare dharmon mein guru ki bahut mahatta hai, maine sabhi dharmon ke logon ke bich mein yah baat dekhi hai ki guru yani ustad yani teacher yani master , ko ek aisi shreni mein rakkha gaya hai, jo shayad aam logon ke star se ooncha ho. Pandit , maulavi, gyani, preacher aadi sabhi isi shreni mein aate hain.

Hinduon mein Guru ka mahatva bahut bada bataya gya hai. Bhgavat mein kaha gaya hai ki Laxami ji ki kripa jinhe chahiye , ve panch baton ka dhyan rakhenge to unhe Laxami ji ka ashirvad prapta hoga. Yeah paanch batein hain 1- Mata pita ka aashirvad 2- Udyam 3- Ishwar ki kripa 4- Guru ki kripa 5- Vyakti ka bhagya, jab yah paanch batein prapta hongi aur yah jitani intensity mein milengi, Laxami ji utani hi intensity mein Vyakti ke oopar khush hokar dhan varsha kareingi.

Yah baat mujhe pata cjali us samay , jab main ek stahn par gaya, jahan bhagawat ka pravachan ho raha tha. Maine koshish ki ki mujhe koi guru mil jaye. Bahut dhoonda, jo bhi mile ve guru nahin , vyapari mile, unaki dookane bade bade lakhapati khud chala rahe the, jo bhi mile ve sab bade history sheeter mile, jo bhi mila unaka atik bada khukhar raha, jo bhi mila ve mujhe nahin pasand aaye, bahut khoj bin karake maine nishkarsha nikala ki is dunia mein fruadial Guru adhik hain, sahi to na ke barabar.

Ant mein maine nishchaya kiya , ki sahi guru to milana mushkil hai, is liye Maine SIKKHON KE GURU DUARE  jakar matha takana jyada behatar samajha, ab main GURU NANAK DEV KO APANA GURU manata hun aur apane hridaya se unako uchit sthan deta hun. Main Amritsar mein Darbar sahib mein jakar kai bar mattha tek chuka hun, sthaniya guru duwaron mein bhi kabhi kabhi jata hun, mujhe lagata hai ki sahi guru jab tak na mil jaye, tab tak Guru Nanak Dev ke aasare raha jay, aur mein vahi kar raha hun.
 

No comments:

Post a Comment